आखिर ये भी तो हसीन ही है..
सर्दियों में ज़रा सी धूप का रहना,
गर्मियों में ठंडी हवाओं का बहना,
उगते हुए सूरज की पड़ती हुई लाली,
चिड़ियों का चहचहाना, जैसे मिठास की हो थाली,
बारिश की शोर में वो मिट्टी की आवाज़,
कुछ ऐसा जैसे मिटी हो धरती की प्यास,
कुछ नया कुछ अजीब हर पल में ले आना,
ज़िंदगी का हमसे कुछ सवाल कर जाना,
बेबाक होकर, कुछ ख्वाहिशें लेकर,
हर पल में खुशियाँ सजाते रहना,
जो मुश्किल हो कभी ज़िंदगी की घड़ी,
उसको तुम बस गुज़र जाने देना।
------------------------------------------------------------------------------------------------
Aakhir ye bhi to haseen hi hai,
Sardiyon me zara si dhoop ka rehna,
Garmiyon me thandi hawaon ka behna,
Ugte hue sooraj ki padti hui laali,
Chidiyon ka chehchahana, jaise mithaas ki ho thaali,
Baarish ki shor me wo mitti ki aawaaz,
Kuch aisa jaise miti ho dharti ki pyaas,
Kuch naya kuch ajeeb har pal me le aana,
Zindagi ka humse kuch sawaal kar jaana,
Bebaak hokar, kuch khushiyan lekar,
HAr pal me khushiyan sajate rehna,
Jo mushkil ho kabhi zindagi ki ghadi,
Usko tum bas guzar jaane dena.
------------------------------------------------------------------------------------------------
Aakhir ye bhi to haseen hi hai,
Sardiyon me zara si dhoop ka rehna,
Garmiyon me thandi hawaon ka behna,
Ugte hue sooraj ki padti hui laali,
Chidiyon ka chehchahana, jaise mithaas ki ho thaali,
Baarish ki shor me wo mitti ki aawaaz,
Kuch aisa jaise miti ho dharti ki pyaas,
Kuch naya kuch ajeeb har pal me le aana,
Zindagi ka humse kuch sawaal kar jaana,
Bebaak hokar, kuch khushiyan lekar,
HAr pal me khushiyan sajate rehna,
Jo mushkil ho kabhi zindagi ki ghadi,
Usko tum bas guzar jaane dena.
0 टिप्पणियाँ:
एक टिप्पणी भेजें